Himesh reshamya gata hai apni naak se
.
.
.
Himesh reshamya gata hai apni naak se
.
.
.
ACP bola daya darwaza tod do apni laat se……!!!
Mandir-Masjid mein kyu hai dhamaal?
.
.
Mandir-Masjid mein kyu hai dhamaal?
.
.
.
A.C.P. bola: Daya, surakshit kaale mere baal, Vasmol ne kiya kamaal..
Badi tej thi garmi beh rahi thi looh…
Badi tej thi garmi beh rahi thi looh…
DAYA KA THAPPAD, FIR UHU UHU UHU…..
Tumhare pyar me hume nind nahi aati
Tumhare pyar me hume nind nahi aati.
.
.
.
Daya do thappad na laga de tab tak mujhrimo ko
akal nahi aati….
Ajeeb-o Garib dikhta hai PAA me Auro……
Ajeeb-o Garib dikhta hai PAA me Auro……
.
.
.
.
.
.
.
Daya, Ghar ka kona kona chan Maro……
Jindagi mein agey badne se yun na daro….
Jindagi mein agey badne se yun na daro….
Daya jaldi se us gadi ka peecha karooo….
Exam me pass hue copy karke aise tese, Wah Wah
Exam me pass hue copy karke aise tese,
ACP NE kaha,
Daya munni badnam hui to hui kaise???
ACP: Daya aaj 2nd October hai..
Iska matlab kya malum hai?
Daya: Haa, aaj Gandhi Jayanti hai…
ACP: Nahi Daya…
Iska matlab aaj dry day hai… ![]()